Parinda Lyrics - Amaal Mallik | Saina
Parinda Lyrics
Jalna Bujhna bujhke jalna
Marna jeena marke jeena
Maangne waali cheez nahi yeh
Mauka uska jisne cheena
Girna uthna uthke chalna
Chadhja ambar zeena zeena
Yaad rahe yeh shart safar ki
Peeche mudke dekh kabhi na
Jeet ka junoon hai toh , haar sochna kyu
Jab zindagi hai ek hi , do baar sochna kyu
Main parinda kyu banu
Muhjhe aasmaan ban na hai
Main ek panna kyu rahu
mujhe daastan ban na hai
Main ek panna kyu rahu
Mujhe daastan ban na hai
Koi to wajah hai , jo zid pe adi hai yeh dhadkane
Yehi to maja hai , kiya jo kisine nahi hum kare
Talwar haath mein hai tere , de maar sochna kyu
Jab zindagi hai ek hi , do baar sochna kyu
Main parinda kyu banu
Muhjhe aasmaan ban na hai
Main ek panna kyu rahu
Mujhe daastan ban na hai
Song Details :
Song : Parinda
Movie : Saina
Singer : Amaal MAllik
Music : Amaal Mallik
Lyrics : Manoj Musntashir
Music Label : T-Series
Comments
Post a Comment