Mehrama Lyrics - Darshan Raval | Love Aaj Kal

 


Mehrama Lyrics


Chahiye kisi saaye mein jagah
Chaha bahot baar hai
Na kahin kabhi mera dil laga
Kaisa samajhdaar hai

Main na pohochun kyu wahan pe
Jaana chahun main jahan
Main kahan kho gaya
Aisa kya ho gaya

O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata

O mehrma, kya mila
Yun juda hoke bata

Jo shor ka hissa hui
Woh aawaz hoon
Logon mein hoon
Par tanha hoon main
Haan tanha hoon main

Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe
Bolo magar na batein karun
Ye kya hoon main

Sab hai lekin main nahi hoon
Woh jo thoda tha kami
Woh hawa ho gaya
Kyu khafa ho gaya

O mehrma, kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata

O meherma, kya mila
Yun juda hoke bata


Song Details :
Song : Mehrama
Movie : Love Aaj Kal
Singers : Darshan Raval & Antara Mitra
Music : Pritam
Lyrics : Irshad Kamil
Music Label : Sony Music India


Comments