Purza Lyrics
Purza Lyrics
Ek rista hai us riste ka
Main naam jaanu na
Ek rasta hai us raste ka
Anzaam jaanu na
Bas itna hi hai pata
Ke ho gayi hai khata
Main khud ka na raha
Main purza purza tera
Main purza purza tera
Na aadha pauna tera
Main pura pura tera ….(x2)
Main bhi aadha khoya sa hun
Tu bhi aadhi khoyi si
Kya pata ke pure ho jaye
Hum milke ek dooje se
Thodi thodi mujhko tu hai
ho gayi zaroori si
kya pata ke pure ho jaye
hum milke yun
shikwa hai rabb se zara
jab se hua tu mera
Main purza purza tera
Main purza purza tera
Na aadha pauna tera
Main pura pura tera
Dil ke band darwajo ko
Khat khata ke dekha hai
Koi bhi nahi iss ghar mein
Karma karma tuhi tu hai
Khitkio ki mann se jhake
Shyam si teri aankhein
Ab kahan main baaki mujhme
Bas tu hi tu hai
Kesa nasha sa hai yeh
Kesa tamasa hai yeh
Main khud ka na raha
Main purza purza tera
Main purza purza tera
Na aadha pauna tera
Main pura pura tera ….(x2)
Purza purza tera ….
Purza purza tera ….
Comments
Post a Comment