Chahu Main Yaa Naa Lyrics



Chahu Main Ya Na Lyrics


Tu hi yeh mujho bata de
Chahu main ya na
Apne tu dil ka pata de
Chahu main ya na

Tu hi yeh mujho bata de
Chahu main ya na
Apne tu dil ka pata de
Chahu main ya na

Itna batadu tujhko
Chahat pe apni mujhko
Yun to nahi ikhtihaar
Phir bhi yeh socha dil ne
Ab jo laga hun milne
Puchu tumhe ek baar hoo..

Tu hi yeh mujho bata de
Chahu main ya na
Apne tu dil ka pata de
Chahu main ya na

Esi kabhi pehele
Hui na thi khwahishe
Oho kisi se bhi milne
Kin a kit hi koshishe
Uljhan meri suljha de
Chahu main ya na
Aankhon aankhon mein jata de
Chahu main ya na

Mere chote chote khwab hai
Khwabo mein geet hai
Geeto mein zindagi hai
Chahat hai preet hai
Abhi main na dekhu khwab wo
Jinme na tu mile
Le khole hoth mene
Ab tak the jo sile

Musko na jitna mujhpe
Utna is dil ko tujhpe
Hone laga etbaar
Tanha lamha mein apne
Bunti hun tere sapne
Mujhko hua tujhse pyaar oho …

Puchungi tujhko kabhi na
Chahu main ya na
Tere khwabo mein ab jeena
Chahu main kyun na

Tu hi yeh mujho bata de
Chahu main ya na


Song Details :
Song : Chahu Main Yaa Naa
Movie : Aashiqui 2
Singer : Arijit Singh &  Palak Muchhal
Music : Jeet Gannguli
Music Label : T-Series 

Comments