Aabaad Barbaad Lyrics - Arijit Singh | LUDO
|
Ya to barbaad kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Wo galat tha yeh sahi hai Jhooth yeh aaj keh do Itna ehsaan kar do Itna ehsaan kar do Poore armaan kar do Lab pe aakar jo ruke hain Dhai wo harf keh do Meri saanson se judi hai Teri har saans keh do Mushqil aasaan kar do Mushqil aasaan kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Ya to barbaad kar do.. Meetha sa yeh zehar Main to peeta rahunga Tu khuda na sahi Main to sajde karunga Hmm.. Meetha sa yeh zehar Main to peeta rahunga Tu khuda na sahi Main to sajde karunga Tum jo sheerin na huye kya Humko farhaad kar do Meri saanson se judi hai Teri har saans keh do Mushqil aasaan kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Ya to barbaad kar do.. Khwabon ko jagah na mili aankhon mein Wahaan pehle se hi sailaab tha Nagme banaata fira saajo pe Dil apna fatak mijraab thha Hmm.. Khwabon ko jagah na mili aankhon mein Wahaan pehle se hi sailaab tha Nagme banaata fira saajo pe Dil apna fatak mijraab thha Meri bejaan hasraton ko Kaabile-daar kar do Meri saanson se judi hai Teri har saans keh do Itna ehsaan kar do Itna ehsaan kar do Poore armaan kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Song Details : Song : Aabaad Barbaad Movie : LUDO Singer : Arijit Singh Music : Pritam Lyrics : Sandeep Srivastava Music Label : T-Series |
Comments
Post a Comment