Badnaamiyan Lyrics
Badnaamiyan Lyrics
Zindagani ke lamho ko tere naam kar diya
Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya
Badnaamiyan mili tanhaiya badi
Badnaamiyan mili tanhaiya badi
Main teri aankhon mein
Dekhta hun khudko
Tumko kya dikhta hai
Meri nazron mein kaho
Dekh ke chahate subah ko shyam kar diya
Khud ko tere hi khaatir kurbaan kar diya
Badnaamiyan mili tanhaiya badi
Badnaamiyan mili tanhaiya badi
Zindagani ke lamho ko tere naam kar diya (x2)
Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya
Badnaamiyan mili tanhaiya badi
Badnaamiyan mili tanhaiya badi
Comments
Post a Comment