Tere Bina Lyrics


Tere Bina Lyrics 


Oh oh.....

Rango bina jaise ho aasman
Khooshboo bina jaise beheke hawa
Jaise bina haya ke parda ho koi
Jaise bina dua ke sajda koi

Tere Bina main.....
Tere Bina main.....
Ke Tere Bina main
O Tere Bina main

Aa tujhko chahu main tut ke
Jana kabhi na ruth ke
Jaise bina ruh ke jism ho koi
Jaise bina wafa ke ishq koi

Tere Bina main.....
Tere Bina main.....
Ke Tere Bina main
O Tere Bina main



Song Details :
Song : Tere Bina
Movie : Haseena Parkar
Singer : Arijit Singh & Priya Saraiya
Lyrics : Priya Saraiya
Music : Sachin-Jigar
Music Label : Saregama 

Comments